Bas Yehi Soch Ker Tujhse Mohabbat Kerti Hoon Mein Mera To Koi Nahi Hai Mager Tera TO Koi Ho!!
Baadal kitne khushnaseeb hai, Door rahkar bhi zameen par baraste hai, Hum kitne badnaseeb hai, Paas rahkar bhi milne ko taraste hai.
A Chand zara ek kaam to kar Ek raat hamaray naam tu kar, Bohut door ek apna rehta hai Jo mujh ko apna kehta hai, Us aankh mai jo bhe sapnay hein Wo saaray meri apnay hein, Un ki pyari se ankhon ko’ chupkay se tum chuh lena Or phir kehna ! “Tumhe koi yaad karta hai” Tumhe koi yaad karta hai.
Ek aur Raat chali gai zindgi se Ek aur din aa raha hai zindgi mei Ye mat socho ke kitne lamhe hein zindgi me Ye socho ke kitni zindgi hai har lamhe mei.
Zindagi tere bina adhuri hai, Na jane tere mere bich mein kaisi yeh duri hai Ek din sochti hoon ki bhula dun tujhe Lekin teri ek awaz sun loo ,wo hi meri kamjori hai.
Z¡ndag¡ k¡ khubsurat rahon ma¡n Jab tum k¡s¡ ko chaho to Use kabh¡ Aazmana Mat Kyun ki Agar woh Be-wafa bh¡ n¡kla to D¡l Tumhara h¡ Tute ga..
Kisi Ko Na Panay Se Zindgi Khatam Nahi Hoti
Lekin Kisi Ko Pa Kar Kho Dene Se Kuch Baqi Nahi Rehta.
ANKHAIN Jab Ye Jhukti Hai To Duniya Ki Har Shay Apne Andar Samait Leti Hai Jab Ye Dekhti Hai To Samunder Ki Gehraion Se Moti Nikal Leti Hai Jab Ye Mskurati Hai To Duniya Ki Tamam Masumiat Apne Andar samet Leti Hai Jab Roti Hai To Arsh Ko Hila Deti Hai Or Jab Band Hoti Hai To Duniya Ko Rula Deti Hai