Saturday, May 15, 2010

FASLE


Fasle mita kar aapas me pyar rakhna,
bichad jaye kabhi aap se hum too..
aankhon me hamesha hamara intejar rakhna
Yaadon mein hum rahein ye ehsaas rakhna,
nazron se door sahi dil ke paas rakhna,
ye nahi kehte ke sath raho dur sahi par yaad rakhna

No comments: